Ramzan sms Sadqa e Fitar
Fitranay k masayil
sadqa E fiter rozay dar ko fahash baton say pak kernay aor mohtajon k khanay ka intzam kernay k liay farz kia gaya hai (ibn E maja-1827) .
*1 sah khujor ya 1 sah juo
(2kg ya 2.5kg jo jins aaj kal istimal hoti hai) Ghulam, azad, mard, aurat, chotay baray her muslman per farz hai eid ki namaz k liye janay say pehlay ada karay (muslim-984) .
*Ibn E Umar R.A eid say 2-3 din pehlay fitrana Ghar walon aor Ghulamon ki taraf say adaa kertay (bukhari-1511) .